Explain In Hindi

Banking, IGNOU, Internet And Technology Solution In Hindi

Search Post

  • Home
  • Banking
    • Banking Ki Puri Jaankari
    • United Bank Of India
  • IGNOU Student Support
  • Aadhaar Card
  • Internet
    • Security Tips
    • Tech Tips
    • Useful Tips
  • Explain Me Banking
    • Explain Me Banking Website
    • YouTube Channel

28/04/2017 By Santosh Kumar Leave a Comment

Guarantee Aur Warranty Mein Kya Antar Hai ?

Guarantee Aur Warranty Mein Kya Antar Hai ?
Is Post Ko SHARE Kare
  • 5
  •  
  •  
  •  
  • 1
  •  
  •  
    6
    Shares

Guarantee Warranty dono sunne main ek Jaise  words hai Jiskee Chakkar Mein adhiktar log fans Jaate Hain. Lekin dono mein bahut badi difference hai. Ek upbhokta hone ke naate hame, aapko, aur sabhi logon ko uske baare main jaana chahiye.

Kai salesman In dono shabdon ke jaal mein kharidaar ko confused karke saman ko beech dete hain. Hamare desh mein maximum logon ko in dono words ka sahi matlab pata hi nahi hai, jiska fayada kuch log uthaate hain. Ek customer hone ke naate hame inka matlab achhi tarah se jana chahiye aur iska laabh bhi uthana chahiye.
Ye Bhi Jaane :-
  1. Offline Bina Internet train Ki Jaankari Kaise Le ?
  2. YouTube Me Apna YouTube Channel Kaise Banaye ?
  3. Gmail Me Apna Email Account Kasise Banaye ?
Chalaye jaan lete hain Guarantee aur Warranty mein kya antar hai ?

Guarantee Kya Hai ?

Guarantee ek tarha ka company dwara upbhokta ko kiya gaya agreement hai, ki agar unake saman ka pradarshan bataye gayi chhamta se kharab yah neeche ka hoga to saman ko badal diya jayega ya uska paisa wapas kiya jayega.
Iska matlab yah hai, ki agar kisi vikreta ka product uske bataye time mein unake kiye gaye vade ke anusar work ya pradarshan nahi karta hai to aap vikreta se product ke badle doosra product yah Paise ki mang kar sakte hain.

Warranty Kya Hai ?

Warranty bhi nirmata ka ek likhit agreement hai jo declare Karta Hai Ki agar product kharab pradarshan karta hai to uska defective parts ya pura product, ya to repair karega ya use badal dega.
Maximum case mein Warranty puri product ki baat na karke uske parts ki baat karta hai. Isko baad mein kuch paise dekar badhaya abhi Ja sakta hai.

Guarantee Aur Warranty Mein Antar

Simple word mein samjha jaye toh jahan Guarantee period mein aap ke kharab Product Ke Badle Mein Naya Product milta hai. Doosari taraf Warranty mein kharab product ko repair karke de diya jata hai.
Inhe Bhi Jaane :-
  • SIM Card Kiske Name Par Hai 1 Minute Kaise Jaane ?
  • SBI ATM Card Ka PIN Change Kaise Kare ?
  • Railway Reservation Counter Me Kataye Ticket Ko Online Cancel Kaise Kare ?

Saman Kharidane Ke Samay In Baaton Ka Rakhe Dhyan

Saman kharidte samay in kuch baaton ko dhyan Mein rakhne se aap Dhoka khane se bach sakte hain.
  1.  Saman kaa bil jarur le.
  2. Bil Mein dukandar ka Stamp aur Signature jarur dekh le.
  3. Bil ke sath saman ka Guarantee , Warranty card ko lena na Bhulne.
  4. Koi mehangai samaan kharidne se pahle us samaan Ki jaanch-padtal Jarur kar le.
  5. Saman ka guarantee warranty card ko baad mein sambhal kar rakhe.
Mujhe ummeed hai ki ab aapko Guarantee Aur Warranty ki puri Jankari ho gayi hogi. Agar aapko yah post pasand aaya to ise Social Media mein SHARE karna bilkul bhi na bhule is tarah se aap dusron ki madad karenge.
Abhi bhi agar aapke man mein kisi tarah ka  Sujhav ya Sawal  hai toh hamare comment box mein likhein hamen aapki madad kar ke Khushi hogi. Dhanyawad
Santosh Kumar

Mera name Santosh Kumar hai. Yah website maine banaya hai. YouTube aur Blogging mera passion hai, main in dono ki sahayta se logo ki madad karna chahta hu.
“Khush Rahe Aur Sikhte Rahe”

www.ExplainMeBanking.com

Is Post Ko SHARE Kare
  • 5
  •  
  •  
  •  
  • 1
  •  
  •  
    6
    Shares
  •  
    6
    Shares
  • 5
  •  
  •  
  •  
  • 1
  •  

Related Posts For You:

  1. Online Shopping Karte Time Rakhe In 5 Savdhani Ko Yaad
  2. भींगे हुए मोबाइल को ठीक कैसे करे? Bhinge Hue Mobile Ko Thik Ya Dry Kaise Kare?
  3. How To Submit URL To Google, Add URL To Google In Hindi
  4. Offline Bina Internet Train Ki Jankari Kaise Le In Hindi ?

Filed Under: All Posts, Tech Tips, Useful Tips Tagged With: Guarantee, Guarantee Aur Warranty Mein Antar, Warranty

RECOMMENDED POST FOR YOU

Counter Railway Ticket Ko Online Cancel Kaise Kare

Railway Reservation Counter Ticket Ko Online Cancel Kaise Kare ?

Submit URL To Google

How To Submit URL To Google, Add URL To Google In Hindi

IGNOU Me BDP BA / BCom / BSc Application Oriented Courses Subjects Kaise Kare ?

IGNOU Me BDP BA / BCom / BSc Application Oriented Courses Subject Selection Kaise Kare ?

Aadhaar Card Ka Status Active, Deactivate, Valid Or Invalid

Aadhaar Card Ka Status Active, Deactivate, Valid Or Invalid Check Ya Verify Kaise Kare ?

Janiye PNB New ATM Card Ka PIN Generate Aur Activate Karne Ka Sabse Aasaan Tarika

Janiye PNB New ATM, Debit Card Ka PIN Generate Aur Activate Karne Ka Sabse Aasaan Tarika

AAPKO YAH POST PASAND AAYA

Agar Aap Chahte Hai Ki Hamare Blog Par New Post Publish Hone Par Aapko Iski Jaankari FREE Me Mil Jaye To Aap Abhi Is Blog Ke Newsletter Ko SUBSCRIBE Kar Hamare Saath Jud Sakte Hai.

Ham Aapke Email Ko Puri Tarah Se Surakshit Rakhenge.

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Follow Us

Subscribe YouTube Channel

RECENT ARTICLES

  • Andhra Bank Me Mobile Number Register / Change Kaise Kare? Through ATM Machine
  • United Bank Of India ATM Green Pin Gerenate And Activate Kaise Kare?
  • India Post Payment Bank (IPPB) Me Ghar Baithe Account Kaise Open Kare?
  • Paytm ATM Card or Debit Card Apply Kaise Kare Through Paytm App?
  • Railway Group D Admit Card Download Kaise Kare?

Categories

  • Aadhaar Card (15)
  • Adsense (2)
  • All Posts (18)
  • Banking (42)
  • Blogging (3)
  • Earn Money (2)
  • Education (2)
  • IGNOU Student Support (38)
  • India Post Payments Bank (1)
  • Internet (12)
  • Paytm Payments Bank (1)
  • Security Tips (8)
  • Social Media (4)
  • Tech Tips (12)
  • United Bank Of India (1)
  • Useful Tips (23)
  • Youtube (5)
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Privacy Policy
  • Sitemap
  • Disclaimer
Copyright © 2021 ExplainInHindi All Rights Reserved