Explain In Hindi

Banking, IGNOU, Internet And Technology Solution In Hindi

Search Post

  • Home
  • Banking
    • Banking Ki Puri Jaankari
    • United Bank Of India
  • IGNOU Student Support
  • Aadhaar Card
  • Internet
    • Security Tips
    • Tech Tips
    • Useful Tips
  • Explain Me Banking
    • Explain Me Banking Website
    • YouTube Channel

26/07/2017 By Santosh Kumar Leave a Comment

SBI ATM Card Ke PIN Ko Kaise Change Kare ? Step By Step Jaankari In Hindi

SBI ATM Card Ke PIN Ko Kaise Change Kare ? Step By Step Jaankari In Hindi
Is Post Ko SHARE Kare
  • 4
  •  
  •  
  •  
  • 2
  •  
  •  
    6
    Shares

How To Change SBI ATM Card PIN In Hindi ? SBI ATM Card Ke PIN Ko Change Kaise Kare ? How To Change SBI New ATM Card PIn Code In Hindi ? SBI New ATM Card Ke PIN Ko Kaise Change Kare ?

Dosto kya aapke pass SBI ka ATM Cum Debit Card hai ? Aur aap usme ek hi PIN ko kaphi dino se Use kar rahe hai ? Agar ha to aapko yah bhi pata hona chahiye ki Security Purposes se harek kuch dino ke baad ATM Ke PIN ko Change kar dena chahiye. SBI khud bhi logo ko batata hai ki harek ATM dharak ko harek 6 mahino me ek baar PIN change kar dena chahiye.

Aur agar aapke paas SBI ka New ATM Cum Debit Card hai aur aapne usko Activate karne ke liye One Time PIN Generate kar liya hai to aapko jis time One Time PIN Generate kiya hai uske 48 ghanto ke andar hi uska PIN change karna hoga. Agar aapne 48 ghanto ke andar PIN Change nahi kiya to wah PIN Cancel ho jayega. PIN change karne ke baad hi aapka New ATM Card Activate hoga.

  • SBI ATM Card Ke PIN Ko BHul Gaya ? Ise Forgot, Reset Kaise Kare ?
  • PNB New ATM Card Ko Activate Kaise Kare ?
  • Aadhaar Card Bank Account Link Status Chack Kaise Kare ?

Ab Jaan lete hai ki in dono ke alawa bhi kya aur koi kaaran hai jiske baad hame apna ATM ke PIN ko Change karna chahiye ?

ATM Ke PIN Ko Kab – Kab Change Karna Chahiye ?

Upar bataye hue 2 karani ke alawa bhi kai aur kaaran hai jab hame apne ATM ke PIN ko Security Purpose se change kar dena chahiye jo niche bataye gaye hai –

  1.  Jab aapko new ATM Card ke liye bank se PIN milta hai to use use nahi karna chahiye. Bank se mile PIN ko ek baar use karke turant PIN change kar dena chahiye.
  2. Jab aapne apne ATM ka use karke kisi dusre ke device ( Mobile, Laptop, Computer, Tablet ) me Online paise pay kiya ho.
  3. Jab aapne kisi kaaran se apna ATM kisi Dost ya Family Member ko diya ho.
  4. Jab aapka ATM kho jaye aur phir mil jaye to bhi uska PIN change kar dena chahiye.
  5. Jab aapko kisi kaaran se sak ho ki aapke ATM ka PIN kisi ko pata chal gaya hai to turant PIN Change kar dena chahiye.

Upar bataye gaye Condition me hame ATM ke PIN ki jarur se change kar dena chahiye.

Chaliye ab Jaan lete hai ki aakhir ye PIN change hota kaise hai.

SBI ATM Card Ke PIN Ko Kaise Change Kare ?

Iske liye aapko sabse pahle aapko kisi SBI ke ATM me jaana hoga uske baad niche bataye step ko follow kare –

  1. Sabse pahle apna ATM Card ko swipe kare.
  2. Swipe kare ke baad aaye option me se ” BANKING ” ko select kare. BANKING ka option aapke right side ke sabse upar me milega.
  3. Ab aapko aapka LANGUAGE select karne ke liye option aayega. Aage ke option aap jis bhi Language ke chahte hai usko select kare.
  4. Ab aapko apka PIN pucha jayega. Agar aapka ATM Card New hai to aapne jo One Time PIN Generate kiya hai usko yaha enter kare. Agar aapka ATM Card purana hai to yaha apna purana PIN hai usko enter kare.
  5. PIN enter karte hi aapke paas BANKING se related jo bhi option hoga wo khul jayega yaha aapko PIN CHANGE ka option ko select karna hai. Jo aapko apne left side me niche se second last option me milega.
  6. Ab aapko New PIN manga jayega. Yaha ab aap jo bhi Naya PIN rakhna chahte hai usko type kar de.
  7. Jaise hi aap New PIN enter kar denge aapko phir se Re-Enter New PIN bola jayega. Yaha aapko abhi aapne jo New PIN type kiya tha usko same to same dubara type kar de.
  8. Thodi der process hone ke baad “Your PIN has been changed Successfully” likha hua aa jayega. Iska matlab hai ki aapke ATM Card ka PIN change ho gaya hai.

Agli baar jab bhi aap koi transection kare to abhi jo New PIN banaya hai usi ka Use kare.

 How To Change SBI ATM Card PIN In Hindi ? SBI ATM Card Ke PIN Ko Change Kaise Kare Puri Jaankari In Hindi

Agar aapke paas SBI ka New ATM Card tha aur uska PIN change kar diya hai to wah puri tarah se Activate ho gaya hai. Iske baad aap usko kahi bhi kisi bhi Bank ke ATM me use kar sakte hai.

Is Process se aap apne SBI ATM Card ka PIN kabhi bhi aur jitni baar aap chahe change kar sakte hai.

Inhe Bhi Jaane :-

  • 2 Minute Me Aadhar Card Ko PAN Card Se Link Kaise Kare ?
  • PNB Green PIN Ke Generation Aur Activation Se Jude Sawalo Ke Jawab

Mujhe ummid hai ki ab aapko SBI ke ATM Card ka PIN Change Karna aa gaya hoga. Agar aapko yah Post pasand aaya ya Jaankari ke layak lagaa to ise Social Media me SHARE karna bilkul na bhule. SHARE karke aap dusre jaruratmand logo ki madad karenge.

Iske baad bhi agar aapke man me kisi tarah ka Sawal hai to Comment Box me Comment kare hame aapka madad karke khushi hogi. Dhanyawad

Santosh Kumar

Mera name Santosh Kumar hai. Yah website maine banaya hai. YouTube aur Blogging mera passion hai, main in dono ki sahayta se logo ki madad karna chahta hu.
“Khush Rahe Aur Sikhte Rahe”

www.ExplainMeBanking.com

Is Post Ko SHARE Kare
  • 4
  •  
  •  
  •  
  • 2
  •  
  •  
    6
    Shares
  •  
    6
    Shares
  • 4
  •  
  •  
  •  
  • 2
  •  

Related Posts For You:

  1. Gmail Ka Password Ko Kaise Change Kare Step By Step Jaankari In Hindi
  2. IGNOU Hall Ticket / Admit Card June 2020 Download Kaise Kare ? Step To Step Jaankari
  3. Google Adsense Address PIN Verify Kaise Kare? Step by Step Jaankari
  4. Bank of India BOI Ke ATM, Debit Card Ka PIN Change Kaise Kare?

Filed Under: Banking, Security Tips Tagged With: ATM Card, PIN Change, SBI

RECOMMENDED POST FOR YOU

IGNOU Ka Previous Year Question Paper Download Kaise Kare ?

IGNOU Previous Year Question Paper Download Kaise Kare ?

Adsense Address PIN Verification Ke Liye PIN Generate Kaise Kare

Google Adsense Address PIN Verification Ke Liye PIN Generate Kaise Kare?

SBI Registered Mobile Number Online Change Kaise Kare ?

SBI Registered Mobile Number Online Change Kaise Kare ?

SBI Net Banking Login Password Bhul Jane Par Forgot Reset Kaise Kare ?

SBI Net Banking Login Password Bhul Jane Par Forgot / Reset Kaise Kare ?

IGNOU BA Political Science Honors Syllabus, Eligibility, Subject Code

IGNOU BA Political Science Honors Syllabus, Eligibility, Subject Code Detail Information

AAPKO YAH POST PASAND AAYA

Agar Aap Chahte Hai Ki Hamare Blog Par New Post Publish Hone Par Aapko Iski Jaankari FREE Me Mil Jaye To Aap Abhi Is Blog Ke Newsletter Ko SUBSCRIBE Kar Hamare Saath Jud Sakte Hai.

Ham Aapke Email Ko Puri Tarah Se Surakshit Rakhenge.

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Follow Us

Subscribe YouTube Channel

RECENT ARTICLES

  • Andhra Bank Me Mobile Number Register / Change Kaise Kare? Through ATM Machine
  • United Bank Of India ATM Green Pin Gerenate And Activate Kaise Kare?
  • India Post Payment Bank (IPPB) Me Ghar Baithe Account Kaise Open Kare?
  • Paytm ATM Card or Debit Card Apply Kaise Kare Through Paytm App?
  • Railway Group D Admit Card Download Kaise Kare?

Categories

  • Aadhaar Card (15)
  • Adsense (2)
  • All Posts (18)
  • Banking (42)
  • Blogging (3)
  • Earn Money (2)
  • Education (2)
  • IGNOU Student Support (38)
  • India Post Payments Bank (1)
  • Internet (12)
  • Paytm Payments Bank (1)
  • Security Tips (8)
  • Social Media (4)
  • Tech Tips (12)
  • United Bank Of India (1)
  • Useful Tips (23)
  • Youtube (5)
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Privacy Policy
  • Sitemap
  • Disclaimer
Copyright © 2021 ExplainInHindi All Rights Reserved